Poetry sms
chalo ab so hi jain hum
k tum sapnon mein ao gy
humain phir se manao gy
or hum bhi maan jaen gy
magar ye bhi zara socho
agar mein so gaya aise,
k phir jo uth na paon main
to kaya tum so bhi pao gy
ary pagal zara socho
meri batain meri yadain,
tumhain sone nahe dain gi
kisi ka bhi zamany mein
kabhi hone nahi dain gi
sun main sone ja rahi hun
k tum sapno main aa jana
chalo ab so hi jain hum
k tum sapnon mein ao gy